chup-chup ke mohabbat karte hain
meri jaan hum tumpe marte hain
sapne naa bikhar jayein kahin
tabhi to kahne se darte hain
humein gawara afsonso ki raat nahi
tanhaiyen mein hi hum jee lenge
rahne lagi hai tu iss dil mein
sare jahan se yah kah denge
bujhti hui samaa pe bhi
parwana jalta jayega
ek kasak na hothon se bayan hogi
aankho se maykhana chalakta jayega
No comments:
Post a Comment