Friday, December 30, 2011

LUV TALES



HOTHON  KO BEHKANA...KOI  HUMSE  SIKHE
PYAR  KI HAR  RAAZ..HAR SAAJ  CHEDNA..HA  KOI  HUMSE  SIKHE
MEHBOOBA  KI BADAN  KI KHUSHBOO..SANSO  KI  TADAP
UNKI  HAR  TAMANNAO  KO  NIKHARNA..HAA  KOI  HUMSE  SIKHE




Wednesday, September 28, 2011

FEEL MY LUV!!!!!!!!!!!!!!!!!!



है  खुशबू  सी  चाहत  क्या  कहना 
है  दिल  में  मोहब्बत,  आजी  सच  कहना
होगी  फिर  इबादत,  ज़रा  कबूल करना 
है  छोटी  सी  गुज़ारिश,  ज़रा  सुन    लेना 
कभी  तुमसे  फरमाइश,  अजी  ना   जी  ना
जो  आँखों  में  तुम,  तो  अब  नींद  कहा 
लगे  सोलो  सी  बारिश  अब  तेरे  बिना 
है  हमसे  मोहब्बत,  अब  कह  भी  दो  ना 



Friday, September 16, 2011

सजनी ....the only destiny (2)


प्यार की उम्र कुछ इतनी हो जाये
सुरु हो के तुझसे, तेरे नाम तक सिमट जाये 
हर ख्वाहिसों की साजिस, अब तुझसे हो जाये 
तू आहे भरे और पतझड़ गुल्सनो से भर जाये 


************************************************************

       है  चाँद  सी  चांदनी  तेरी
       सूरज  सा  आँखों  का  तेज
       धड़कन  भरे  रफ़्तार  से 
       होश  उड़ाते  तेरे  सरे  सेज


                             दबी  दबी  सी  हस्सी  तेरी
                             दोहरेपन  से  तू  परहेज
                             होठों  को  तेरे  गुलाबी  करता
                             तेरा ..... मैं  तेरा  रंगरेज


************************************************************


हर  तरफ  तुही  दिखता है
तेरा  सुरूर  जो  दिल  पे  छाया  है
पलकें  झपकती  नहीं  मेरी
जो  ख्याल  दिल  को  तू  आता  है 



Sunday, September 11, 2011

DILO KI BAATEIN



DUR SE DEKH KAR PYAR KA IZHAR NAHI HOTA

BINA AANKON MEIN DUBE KABHI PYAR NAHI HOTA

JAROORAT HOTI HAI NAZROON KO NAZROON SE MIANE KI

JUBAAN LAD-KHADA KE UNSE KUCH KAHE JANE KI

APNE SANSOON KI RAFTAR KO KABHI UNSE TAKRANE KI

UNKE HOTHOON KI KHUSBOO MEIN KABHI MADHOSH HO JAN KI

FIR CHUPKE SE UNKE KAANOO MEIN GUNGUNANE KI

GUN-GUNATE HUA DIL KE TAAR CHED JAANE KI

HALKI SI CHED-CHAD MEIN HAR BAAT KAHE JAANE KI

HAR BAAT MEIN JUNOON HO UNKO PANE KI...BAS YEH UNKO SAMJHAN KI





Thursday, August 11, 2011

FALL IN LOVE



EK PAL KI CHAHAT MUJHE SAU BAAR HO
HAR BAAR MUJHE TUJHESE PYAR HO
PYAR MEIN KUCH HALKI SI TAKRAR HO
HAR TAKRAR MEIN FIR BAHUT SARA PYAR HO



ABHI KUCH DINO SE SAB BADLA SA HAI
YEH MERI KHALAL YA TERE PYAR KI WAJAH HAI
NEENDEIN KHOYI KHOYI SI MERI, CHAIN BHI LUT GAYA HAI
YEH KUCH TERI PAHEL, KUCH MERI BEKARARI KI WAJAH HAI




KABHI NAZRE LADANA, YUHI AANKHE CHURANA
KHIL KHIL KE SANAM, KABHI HUMSE LAD JANA
TERE PYAR KI UMAD, KABHI HUMPE BARSANA
KABHI RUTHE HUM, TO HUMEIN MANANA


IZHAR-e-MOHABBAT


kisi pe pyar aane laga hai
dil mera ab jane laga hai
ho gayi hai kuch chahat unse
khuli aankho pe bhi ab chane laga hai


  *****************************************************************
 
is ashiqane andaj ki kuch to kadar kijiye
akele tanha hai hum jara hum pe najarz kijiye
hai aap bhi beshud hamar khayalon mein
ikrar na sahi par yu inkar to na kijiye
 
 *****************************************************************
 
   hai khushboo si chahat kya kahna
      hai dil me mohabbat aji sach kahna
          hogi fir ibadat jara kabool karna
              hai choti se guzarish zara sun lena
                   kabhi tumse farmaish aji na ji na
                      jo ankhon me tum to ab neend kaha
                          lage sholo si baris ab tere bina
                              hai hamse mohabat ab kah do na


    
 

Thursday, August 4, 2011

AAP KI KHATIR



DARD KE TOOFAN DIL MEIN UTHTEIN HAI, LAMHEE SADIYON KI TARAH KATEIN HAI
HUM MITANA CHAHE JO KABHI AAPKE NAKHSH KAHA MITEIN HAI


HUMESHA TANHAIYOON KI MAJLISH MEIN HUMNEI AAPKA INTZAR KIYA

AAP KI KHATIR KAMBAKHAT DIL NE DARD MEIN SIMTEIN HUI GAHRAIYON SE BHI PYAR KIYA









YUN ARMAANOO PE CHAYENGE SAFAK CHAHAT KE SOCHA NAA THA KABHI

YUN HAMARE CHAIN KO TAKLEEF PAHUCHAYENGE LAMHEE AAPKI MOHABBAT KE SOCHA NAA THA KABHI YUN AAPKI KASHIS KA JADDU CHALEGA JISHMO JAAN PE KI

AAP HI AAP NAZAR AAYENGE ANJUMAN MEIN SEHRA MEIN ZAMEEN ASHMAAN MEIN SOCHA NAA THA KABHI



HUMESHA TANHAIYOON KI MAJLISH MEIN HUMNEI AAPKA INTZAR KIYA

AAP KI KHATIR KAMBAKHAT DIL NE DARD MEIN SIMTEIN HUI GAHRAIYON SE BHI PYAR KIYA









HUMNE AAPSE UMMID KI BHI TO KYA THODI SI SIDAAT THODI SI WAFFA

YUN HAMARI ITNI SI GUJARISH KABOOL KARNE KE LIYE AAP HUMEIN ITNA TARSAYENGE SOCHA NAA THA KABHI

YUN HAMARE KHWABOON KO MUKAMMAL KARNE KE LIYE ISKADAR AAP HUMEIN PAL PAL TADPAYENGEIN SOCHA NAA THA KABHI



HUMESHA TANHAIYOON KI MAJLISH MEIN HUMNEI AAPKA INTZAR KIYA

AAP KI KHATIR KAMBAKHAT DIL NE DARD MEIN SIMTEIN HUI GAHRAIYON SE BHI PYAR KIYA


Tuesday, August 2, 2011

S A A W A N





" HAR BARIS MEIN BAS EK HI KHAWAHIS HAI
  HAR BUNDOON KI KUCH YEH FARMAISH HAI
  JAL JAL KE SISAKTA HAI JO TANHA RATOON MEIN
  SANGH BHIGNE KI SAJIS HAI HAR EK BARISH MEIN "




" CHAAM CHAAM SI BARIS TO AB TO DIN RAAT HO
  SAAWAN MEIN BHIGNE KI SAJIS AB TO HAR BAAR HO
  DUBHE HAI HUSN KI CHAHAT MEIN TERE
  HUMSE ISHQ KARNE KI CHAHAT TUJHE HAR BAAR HO"

Monday, July 25, 2011

S A J N I....the only destiny


     
       " LAFJOON KE TOOFAN KO KYA KAHE
          BAS YUNHI NIKAL JAA RAHE HAIN
       HAR SAANSOON MEIN TERA NAAM LIYE
            TUJH TAK UDDE JA RAHE HAIN "




   " HAI ITNI SI JUSTOOJU
     TERE HOSH UDAA DU
     HAI ITNI BAS AARJU
     TUJHE APNA BANA LU


              HAI ITNI TU KHOOBSURAT
              CHAND KO TERA DEEDAR KARA DU
              KAI ITNI MUJHE JARURAT
              TUJHE SAR-AANKHO PE BITHA LU "





                    " ISHQ KI CHUBHAN, ISHQ KI MITHAASH
       HUSN KE AAGHOS MEIN, BEHKE DIL KE ANDAJ
     KUCH HALKI SI SANAK, KUCH HALKA SA KHUMAR
      EK TERI MOHABBAT, KUCH BEDARD MERA PYAR "



Thursday, July 21, 2011

I N T E Z A A R - 2

    

     KAASH KOI APNA HOTA
     DIL KI BAATON KO, AANKHON MEIN PADH LETA
     JAROORAT NAA HOTI JUBAAN KO LADKHADANEE KI
     DHADKANOO KI TADAP KO, MERE SANSON SE SAMAJH LETA


           

            WO SAKSH KUCH KHAS HOTA
            HAR WAQT JUBAAN PE USKA NAAM HOTA
            CHAHAATEIN USKI DIL SE MITEEIN NAHI
            MAR KE BHI PYAR MERA JAWAN HOTA





I N T E Z A A R


NAA KOI BAAT HOGI, NAA KABHI RAAT HOGI
SUHANA HOGA SAMMA, JAB TUJHSE MULAKAT HOGI
KHO JAYENGE HUM TERE GAHRE PALKON MEIN
JAB AANKHON SE TERI SARABI BARSAT HOGI
WAQT THEHER JAYEGA  YUHI, DAM LEKAR KAHIN
JAB HOTHON S TERI, MERI HOTHON K MULAKAT HOGI




    
 


    har lamha wahi teher jayga
    tu nazron ka jab teer chalayega
    fir khushboo kuch fijaon me honge
    kuch nasila sa fir sama ban jayega

               wo intezar kasam se jaan le jayegi
               teri aahat tanhai me bhi satayegi
               kuch kahne ab yuhi bekar sa hai
               ab bas dil ko khone ka intejar sa ha






Thursday, July 14, 2011

R A N G . . R A S I Y A



    















    





    

tora naina se naina lage maro man basiya
le gayo re le gayo re mann mora rang rasiya


tuhe chu mai lu, tohe paa bhi lu
tore hi rang mein main rama bhi lu
tu mann bhawe..kyun rijhawe...oo aa ja more sathiya


tose lagi hai lagan, mann mein jale ek aagan
howe tu sawariya, tuhi mora tan mann
tu mann bhawe..kyun rijhawe...oo aa ja more sathiya


mera naaw bhi tu, majdhar bhi tu
mohe maan mein base, mann ka darpan tu
tu mann bhawe..kyun rijhawe...oo aa ja more sathiya


ab to preet lagi, dil mein jyoti jagi
mann mein halchal koi, hai kyun hone lagi
ye bata ja...dil mila ja...ho aa ja more sathiya


mann pathjad koi hai, aansu rukte nahi hai
sawan bin barsatein, rainaa sanghdil bhaii hai
nazre mila ja..dil dhadka ja...oo aa ja more sathiya


tora naina se naina lage maro man basiya
le gayo re le gayo re mann mora rang rasiya






Monday, May 23, 2011

PHIR MOHABBAT


aaj kal jaise kuch jadu chaa raha hai
aaj kal neendo mein koi milne aa raha hai
tasveer sawar rahi hai aankho mein har ghadi unki
aaj kal koi hosh mein madhosh kiye ja raa hai

      madhoshi ki bhanak kahein untak pahuch jaye
      mere sanson ki kasak unhe aur kareb laye
      tasveeron se mulakatein har roz hoti hain
      unke hotoon ki khusboo se mere hootn behak jayein

             yun gir gir ke sambhalna roz ki baat hai
             pyar ki dhubkiyan lagayein ja rahein hai
             kas kas ke tera meri aankhon mein rahna
             har pal dil pe sitam badhayein jaa rahein hai

Sunday, May 15, 2011

DARE TO MOVE...DARE TO LOVE!!!!!!!!


chup-chup ke mohabbat karte hain
meri jaan hum tumpe marte hain
sapne naa bikhar jayein kahin
tabhi to kahne se darte hain
  
      humein gawara afsonso ki raat nahi
      tanhaiyen mein hi hum jee lenge
      rahne lagi hai tu iss dil mein
      sare jahan se yah kah denge

             bujhti hui samaa pe bhi
             parwana jalta jayega
             ek kasak na hothon se bayan hogi
             aankho se maykhana chalakta jayega



Saturday, February 19, 2011

MOHABBAT KAR KE TO DEKHO



Dil ke daryaa mein utar ke dekho
Tum mohabbat mujh se kar ke dekho

Phir tumhein meri talab ho shaayad
Tum kabhi mujh se bichar ke dekho

Ishq ka saaghar bohat hai gehraa
Doob kar khud bhi ubhar ke dekho

Dunya phir lagne lagegi dilkash
Isko tum meri nazar se to dekho

Pyaar kahte hain kise zaraa tum
Meri baahon mein bikhar ke dekho

Mera gham mehsoos karna ho to
Meri raahon se guzar ke dekho

Kya asar hota hai berukhi ka
Meri chahat se mukar ke dekho

Jo mohabbat ne hai dekha tum bhi
Uski aankhon mein sanwar ke dekho

Sanshe rukne say pahle ek jhalak ki kasak
Bewafa zindagi say chahat kar ke dekho


Monday, February 7, 2011

ISHQ KAMINA



ishq na kijiye
ye dard ka mahool lata hai
anjane naino ko
apna humsafar kah jata hai
basata hai kisiko dil me apne
aur khud ko beghar kar jata hai
kambakht neend me bhi
khuli ankho ka sabab de jata hai
kamina hai ye
har roz galtiya karwata hai
aaj ispe kal uspe
n jane fir kispe aata jata hai
dhundhta hai rahi apna
fir kisika dil todke
unke sath chal jata hai
khojta hai pyar ko apne
aur kisi aur se dil laga jata hai


Sunday, January 23, 2011

LOVE HO JAANE DE


HAI KYA YAHI JISE SOCHA HAI
HAI KYA YAHI JISE CHAHA HAI

HAI KYA YAHI JO SAPNA HAI
HAI KYA YAHI JO APNA HAI

HAI KYA YAHI JISE DHUNDHA HAI
HAI KYA YAHI JISE MANGA HAI

HAI KYA YAHI JO RAHTA HAI
HAI KYA YAHI JO KAHTA HAI

LUV HO JANE DE...LUV HO JANE DE...

 

Wednesday, January 19, 2011

TANHA DIL TANHA SAFAR

hum dard mein bhi jee lete hai
ansuon ko bhi pi lete hai
fursat nahi mohabbat ko kabhi sangh aane ki
hum tanhaiyon se hi pyar kar lete hai

ek mouka mila to bata denge
churaya tha jo dil tune, uska hisab bata denge
nahi hogi hasrat tujhe humse dil lagane ki
is dil ka basera kahin aur bana lenge

tanha rahna to ek bahana hai
teri khayalon ka har roj aana jana hai
takleef na ho is dil ko  phir se
isliye fir se badla apna thikana hai