Friday, December 30, 2011

LUV TALES



HOTHON  KO BEHKANA...KOI  HUMSE  SIKHE
PYAR  KI HAR  RAAZ..HAR SAAJ  CHEDNA..HA  KOI  HUMSE  SIKHE
MEHBOOBA  KI BADAN  KI KHUSHBOO..SANSO  KI  TADAP
UNKI  HAR  TAMANNAO  KO  NIKHARNA..HAA  KOI  HUMSE  SIKHE




Wednesday, September 28, 2011

FEEL MY LUV!!!!!!!!!!!!!!!!!!



है  खुशबू  सी  चाहत  क्या  कहना 
है  दिल  में  मोहब्बत,  आजी  सच  कहना
होगी  फिर  इबादत,  ज़रा  कबूल करना 
है  छोटी  सी  गुज़ारिश,  ज़रा  सुन    लेना 
कभी  तुमसे  फरमाइश,  अजी  ना   जी  ना
जो  आँखों  में  तुम,  तो  अब  नींद  कहा 
लगे  सोलो  सी  बारिश  अब  तेरे  बिना 
है  हमसे  मोहब्बत,  अब  कह  भी  दो  ना 



Friday, September 16, 2011

सजनी ....the only destiny (2)


प्यार की उम्र कुछ इतनी हो जाये
सुरु हो के तुझसे, तेरे नाम तक सिमट जाये 
हर ख्वाहिसों की साजिस, अब तुझसे हो जाये 
तू आहे भरे और पतझड़ गुल्सनो से भर जाये 


************************************************************

       है  चाँद  सी  चांदनी  तेरी
       सूरज  सा  आँखों  का  तेज
       धड़कन  भरे  रफ़्तार  से 
       होश  उड़ाते  तेरे  सरे  सेज


                             दबी  दबी  सी  हस्सी  तेरी
                             दोहरेपन  से  तू  परहेज
                             होठों  को  तेरे  गुलाबी  करता
                             तेरा ..... मैं  तेरा  रंगरेज


************************************************************


हर  तरफ  तुही  दिखता है
तेरा  सुरूर  जो  दिल  पे  छाया  है
पलकें  झपकती  नहीं  मेरी
जो  ख्याल  दिल  को  तू  आता  है 



Sunday, September 11, 2011

DILO KI BAATEIN



DUR SE DEKH KAR PYAR KA IZHAR NAHI HOTA

BINA AANKON MEIN DUBE KABHI PYAR NAHI HOTA

JAROORAT HOTI HAI NAZROON KO NAZROON SE MIANE KI

JUBAAN LAD-KHADA KE UNSE KUCH KAHE JANE KI

APNE SANSOON KI RAFTAR KO KABHI UNSE TAKRANE KI

UNKE HOTHOON KI KHUSBOO MEIN KABHI MADHOSH HO JAN KI

FIR CHUPKE SE UNKE KAANOO MEIN GUNGUNANE KI

GUN-GUNATE HUA DIL KE TAAR CHED JAANE KI

HALKI SI CHED-CHAD MEIN HAR BAAT KAHE JAANE KI

HAR BAAT MEIN JUNOON HO UNKO PANE KI...BAS YEH UNKO SAMJHAN KI





Thursday, August 11, 2011

FALL IN LOVE



EK PAL KI CHAHAT MUJHE SAU BAAR HO
HAR BAAR MUJHE TUJHESE PYAR HO
PYAR MEIN KUCH HALKI SI TAKRAR HO
HAR TAKRAR MEIN FIR BAHUT SARA PYAR HO



ABHI KUCH DINO SE SAB BADLA SA HAI
YEH MERI KHALAL YA TERE PYAR KI WAJAH HAI
NEENDEIN KHOYI KHOYI SI MERI, CHAIN BHI LUT GAYA HAI
YEH KUCH TERI PAHEL, KUCH MERI BEKARARI KI WAJAH HAI




KABHI NAZRE LADANA, YUHI AANKHE CHURANA
KHIL KHIL KE SANAM, KABHI HUMSE LAD JANA
TERE PYAR KI UMAD, KABHI HUMPE BARSANA
KABHI RUTHE HUM, TO HUMEIN MANANA


IZHAR-e-MOHABBAT


kisi pe pyar aane laga hai
dil mera ab jane laga hai
ho gayi hai kuch chahat unse
khuli aankho pe bhi ab chane laga hai


  *****************************************************************
 
is ashiqane andaj ki kuch to kadar kijiye
akele tanha hai hum jara hum pe najarz kijiye
hai aap bhi beshud hamar khayalon mein
ikrar na sahi par yu inkar to na kijiye
 
 *****************************************************************
 
   hai khushboo si chahat kya kahna
      hai dil me mohabbat aji sach kahna
          hogi fir ibadat jara kabool karna
              hai choti se guzarish zara sun lena
                   kabhi tumse farmaish aji na ji na
                      jo ankhon me tum to ab neend kaha
                          lage sholo si baris ab tere bina
                              hai hamse mohabat ab kah do na


    
 

Thursday, August 4, 2011

AAP KI KHATIR



DARD KE TOOFAN DIL MEIN UTHTEIN HAI, LAMHEE SADIYON KI TARAH KATEIN HAI
HUM MITANA CHAHE JO KABHI AAPKE NAKHSH KAHA MITEIN HAI


HUMESHA TANHAIYOON KI MAJLISH MEIN HUMNEI AAPKA INTZAR KIYA

AAP KI KHATIR KAMBAKHAT DIL NE DARD MEIN SIMTEIN HUI GAHRAIYON SE BHI PYAR KIYA









YUN ARMAANOO PE CHAYENGE SAFAK CHAHAT KE SOCHA NAA THA KABHI

YUN HAMARE CHAIN KO TAKLEEF PAHUCHAYENGE LAMHEE AAPKI MOHABBAT KE SOCHA NAA THA KABHI YUN AAPKI KASHIS KA JADDU CHALEGA JISHMO JAAN PE KI

AAP HI AAP NAZAR AAYENGE ANJUMAN MEIN SEHRA MEIN ZAMEEN ASHMAAN MEIN SOCHA NAA THA KABHI



HUMESHA TANHAIYOON KI MAJLISH MEIN HUMNEI AAPKA INTZAR KIYA

AAP KI KHATIR KAMBAKHAT DIL NE DARD MEIN SIMTEIN HUI GAHRAIYON SE BHI PYAR KIYA









HUMNE AAPSE UMMID KI BHI TO KYA THODI SI SIDAAT THODI SI WAFFA

YUN HAMARI ITNI SI GUJARISH KABOOL KARNE KE LIYE AAP HUMEIN ITNA TARSAYENGE SOCHA NAA THA KABHI

YUN HAMARE KHWABOON KO MUKAMMAL KARNE KE LIYE ISKADAR AAP HUMEIN PAL PAL TADPAYENGEIN SOCHA NAA THA KABHI



HUMESHA TANHAIYOON KI MAJLISH MEIN HUMNEI AAPKA INTZAR KIYA

AAP KI KHATIR KAMBAKHAT DIL NE DARD MEIN SIMTEIN HUI GAHRAIYON SE BHI PYAR KIYA